Main Wohi Darpan Wohi Lyrics, Singer & Song Details

Geet Gaata Chal 1975 album cover

Geet Gaata Chal 1975 Album Details

Hiren Nag
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Sachin, Sarika, Urmila Bhatt

album songs
Main Wohi Darpan Wohi
Singer : Aarti Mukherji

Main Wohi Darpan Wohi Lyrics

Song Title = Main Wohi Darpan Wohi
Movie/album = Geet Gaata Chal (1975)
Singers = Aarti Mukherji
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Hiren Nag

Mp3 Song Lyrics

((Mai vahi darpan vahi
Mai vahi darpan vahi, naa jaane ye kyaa ho gayaa
Ki sab kuchh laage nayaa nayaa
Ki sab kuchh laage nayaa nayaa
Mai vahi darpan vahi

Ik jaadu ki chhadi, tan mann pe padi
Ik jaadu ki chhadi, tan mann pe padi
Mai jahaa ki reh gai vahi pe khadi
Ghar vahi, aangan vahi
Mera ghar vahi, aangan vahi
Naa jaane ye kyaa ho gayaa
Ki sab kuchh laage nayaa nayaa
Ki sab kuchh laage nayaa nayaa
Mai vahi darpan vahi

Kahi dur papihaa bole piyaa piyaa
Kahi dur papihaa bole piyaa piyaa
Ud jaane ko bekal hai mora jiyaa
Dil vahi dhadakan vahi
Re mera dil vahi dhadakan vahi
Naa jaane ye kyaa ho gayaa
Ki sab kuchh laage nayaa nayaa
Ki sab kuchh laage nayaa nayaa
Ki sab kuchh laage nayaa nayaa..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Wohi Darpan Wohi

Main Wohi Darpan Wohi is a song from Geet Gaata Chal 1975. It is sung by Aarti Mukherji. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Geet Gaata Chal 1975 album song list for more songs and album details.