Main Woh Chaand Lyrics, Singer & Song Details

Teraa Surroor 2016 album cover

Teraa Surroor 2016 Album Details

Shawn Arranha
Himesh Reshammiya
Sameer Anjaan
Himesh Reshammiya, Farah Karimi, Naseeruddin Shah, Shekhar Kapur, Kabir Bedi

album songs
Main Woh Chaand
Singer : Darshan Raval

Main Woh Chaand Lyrics

Song Title = Main Woh Chaand
Movie/album = Teraa Surroor (2016)
Singers = Darshan Raval
Song Lyricists = Sameer Anjaan
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Shawn Arranha
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri ...

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan ...

Meri duaaon mein hai mannat teri
Tujhko padha hai tu hai aayat meri
Jannat tu hi hai tu hona na door
Azmat hai tujhse tu hi hai mera noor ...

Dil ki salaakhein qaid rakhe hai
Jaise parinda koi, haan koi ...

Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri ...

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan ...

Veeraniyon ka dil mein lava jale
Angaaron ke saaye mein har pal khale
Furkat ka lamha phir se aaye na ab
Iss se rihaai de de aye mere Rabb ...

Dil ke taar bandhe hain aise
Jaise bandhi bediyaan, bediyaan ...

Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri ...

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan ...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Woh Chaand

Main Woh Chaand is a song from Teraa Surroor 2016. It is sung by Darshan Raval. Lyrics are credited to Sameer Anjaan. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Teraa Surroor 2016 album song list for more songs and album details.