Main Unki Bann Jaaun Re Lyrics, Singer & Song Details

Hamari Baat 1943 album cover

Hamari Baat 1943 Album Details

M.I. Dharamsey
Anil Krishna Biswas
Pandit Narendra Sharma
Devika Rani, Suraiya, David Abraham

album songs
Main Unki Bann Jaaun Re
Singer : Parul Ghosh

Main Unki Bann Jaaun Re Lyrics

Song Lyrics Title = Mai Unki Ban Jaoon Re
Song Lyrics Movie = Hamari Baat (1943)
Singers = Parul Ghosh
Song Lyricists = Pandit Narendra Sharma
Music Composer = Anil Krishna Biswas
Director = M.I. Dharamsey
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun
Pal chhin unaka panth nihaarun
Nainan dip jalaayun
Main nainan dip jalaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun

Khadi rahi hun main piya ke path mein
Aaye wo aaye wo chanda ke rath mein
Khadi rahi hun main piya ke path mein
Aaye wo aaye wo chanda ke rath mein
Main man hi man mand lagaayun
Main man hi man mand lagaayun
Dur khadi sharamaayun
Main dur khadi sharamaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun

Main solah singaar karungi
Aaye ri sakhi
Aaye ri sakhi main pee ko kahungi
Main solah singaar karungi
Bhole man ke aramaanon ki
Jayamaala pahanaayun
Bhole man ke aramaanon ki
Jayamaala pahanaayun
Main jayamaala pahanaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Unki Bann Jaaun Re

Main Unki Bann Jaaun Re is a song from Hamari Baat 1943. It is sung by Parul Ghosh. Lyrics are credited to Pandit Narendra Sharma. Music information: Anil Krishna Biswas. Read the lyrics above and view the Hamari Baat 1943 album song list for more songs and album details.