Raaste Pyar Ke 1982 - Download Mp3 Song

Raaste Pyar Ke 1982

Raaste Pyar Ke 1982

V B Rajendra Prasad
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Rekha, Shabana Azmi

album songs
Main Tum Mein Sama Jaoon
Singer : Lata, S. P. Balasubrahmanyam

Main Tum Mein Sama Jaoon Lyrics

Song Title = Main Tum Mein Sama Jaoon
Movie/Album = Raaste Pyar Ke (1982)
Singers = Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = V.B. Rajendra Prasad

Mp3 Songs Lyrics

((Yeh waqt na kho jaaye,
Bas aaj yeh ho jaaye
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao

Yeh waqt na kho jaaye
Bas aaj yeh ho jaaye
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao

Bechaini ki dheemi dheemi
Iss aag mein dil jal jaayega
Bechaini ki dheemi dheemi
Iss aag mein dil jal jaayega
Saawan ka rasta na dekho
Saawan jaane kab aayega
Saawan ka rasta na dekho
Saawan jaane kab aayega
Ban jaao tum baadal
Mausam par chha jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao

Meri aankhon mein waade hain,
Tere honto pe kasame hai
Meri aankhon mein waade hain,
Tere honto pe kasame hai
Inn waadon se in kasamon se
Pehale duniya ki rasme hain
Duniya ki rasmon ko tum tod ke aa jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao

Julfon ke reshami saaye mein
Sapano ki sej sajaane do
Julfon ke reshami saaye mein
Sapano ki sej sajaane do
Chhodo aanchal meri tauba
Mujhako waapas ghar jaane do
Chhodo aanchal meri tauba
Mujhako waapas ghar jaane do
Jaana hai toh iss dil ki
Yeh pyaas bujha jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
Yeh waqt na kho jaaye,
Bas aaj yeh ho jaaye
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao
Main tum mein sama jaoon,
Tum mujhame sama jaao....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Main Tum Mein Sama Jaoon Video

Video Description :

Main Tum Mein Sama Jaoon download mp3 song

Recent Tags : Main Tum Mein Sama Jaoon Lyrics | Main Tum Mein Sama Jaoon Video Song | Main Tum Mein Sama Jaoon free play mp3 song | Main Tum Mein Sama Jaoon free download mp3 song | Main Tum Mein Sama Jaoon Full Video Song | Free Main Tum Mein Sama Jaoon movie songs | Main Tum Mein Sama Jaoon free songs | Main Tum Mein Sama Jaoon play online | Main Tum Mein Sama Jaoon free mp3 song download | Main Tum Mein Sama Jaoon online play Song | Main Tum Mein Sama Jaoon Hindi Lyrics | Main Tum Mein Sama Jaoon Lyrics | Main Tum Mein Sama Jaoon online mp3 songs | Main Tum Mein Sama Jaoon full songs | Main Tum Mein Sama Jaoon online music | Main Tum Mein Sama Jaoon free Video | Main Tum Mein Sama Jaoon online Video | Main Tum Mein Sama Jaoon mp3 Download | Free Download Main Tum Mein Sama Jaoon song