Main Toh Sapne Sanwar Kar Lyrics, Singer & Song Details

Do Chehere 1977 album cover

Do Chehere 1977 Album Details

Kewal Misra
Master Sonik, Om Prakash Sonik
None
Dharmendra, Prem Nath, Bindu

album songs
Main Toh Sapne Sanwar Kar
Singer : Asha Bhosle

Main Toh Sapne Sanwar Kar Lyrics

Song Lyrics Title = Main Toh Sapne Sanwar Kar
Song Lyrics Movie = Do Chehere 1977
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = None
Music Director = Master Sonik, Om Prakash
Sonik
Director = Kewal Misra
Music Label = SaregamaMere

Mp3 Song Lyrics

((Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi
O meri itani si bhul jise karti kabul
Ek buddhu se pyaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi

Kaise bedardi se ye naina laage
Main paad aaun toh woh door bhaage
Chup na rahun main woh kuchh bhi na bole
Akhiyaan milaun woh ankhiyaan na khole
Mar gayi main toh mar gayi main toh haye

rama
Ghar walo se baat kar baithi
Duniya ko bhi vaar kar baithi
O meri itani si bhul jise karti kabul
Ek buddhu se pyaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi

Jaise inhe mujhpe nafarat nahin hai
Magar pyaar karne ki furasat nahin hai
Siva pyaar ke kuchh bhi aata nahin hai
Jatana magar inko aata nahin hai
Mar gayi main toh mar gayi main toh haye

rama
Main toh waade hazaar kar baithi
Saiyaan kaisi yeh haar kar baithi
O meri itani si bhul jise karti kabul
Ek buddhu se pyaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi

Najhuk si gudiya main dhundhein miluna
Bina teri bagiyaan ke main toh khilunaa
Main hoon yahaan aur baadal hai chhayein
Magar baat inke samaj mein na aaye
Mar gayi main toh mar gayi main toh haye

rama
Main toh bindiya nikhaar baithi
Tikhi kazrein ki dhaar kar baithi
O meri itani si bhul jise karti kabul
Ek buddhu se pyaar kar baithi
Main toh sapne sanwar kar baithi
Dil apna nisaar kar baithi.))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Main Toh Sapne Sanwar Kar

Main Toh Sapne Sanwar Kar is a song from Do Chehere 1977. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Do Chehere 1977 album song list for more songs and album details.