Main To Sang Jaaun Banwas Lyrics, Singer & Song Details

Ek Pal 1986 album cover

Ek Pal 1986 Album Details

Kalpana Lajmi
Bhupen Hazarika
Gulzar
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah, Farooq Shaikh

album songs
Main To Sang Jaaun Banwas
Singer : Bhupen Hazarika, Lata

Main To Sang Jaaun Banwas Lyrics

Song Title = Main To Sang Jaaun Banwas
Movie/album = Ek Pal (1986)
Singers = Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Gulzar
Music Director = Bhupen Hazarika
Director = Kalpana Lajmi
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas
Sawami na karna nirash
Pag pag sang jau jau banwas
Hey main to sang jaaun banwas

Upar hai agni ki chhatri
Niche tapti bali
Upar hai agni ki chhatri
Niche tapti bali
Pavo mein padenge chhale
Na jao banwas hey
Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas

Tum ho suriayvanshi sawami
Rakho apni chhaya
Tum ho suriayvanshi sawami
Rakho apni chhaya
Chhav mein chalu tumhari
Tum hi meri maya
Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas

Jangle ban mein ghume hathi
Bhalu sher aur hirna
Jangle ban mein ghume hathi
Bhalu sher aur hirna
Nari ho tum dar jaogi
Na jao banwas hey
Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas

Tum to yodhavir ho sawami
Tum hi raksha karna
Tum to yodhavir ho sawami
Tum hi raksha karna
Ban tumhare kandhe sohe
Sang ho to kya darna
Main to sang jaaun banwas
Sawami na karna nirash
Pag pag sang jau jau banwas
Hey main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas.,..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main To Sang Jaaun Banwas

Main To Sang Jaaun Banwas is a song from Ek Pal 1986. It is sung by Bhupen Hazarika, Lata. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Bhupen Hazarika. Read the lyrics above and view the Ek Pal 1986 album song list for more songs and album details.