Main To Pi Ki Nagariya Lyrics, Singer & Song Details

Ek Kali Muskayee 1968 album cover

Ek Kali Muskayee 1968 Album Details

Vasant Joglekar
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Joy Mukherjee, Meera

album songs
Main To Pi Ki Nagariya
Singer : Lata Mangeshkar

Main To Pi Ki Nagariya Lyrics

Song Title = Main To Pi Ki Nagariya
Song Lyrics Movie = Ek Kali Muskai
Singer = Lata Mangeshkar
Music By = Madan Mohan
Lyricist = Rajinder Krishan

Mp3 Song Lyrics

((kaun rokega ab pyar ka rasta
mai to pee ki nagariya jane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
aaj baithe-bithaye ye kya ho gaya
dil ki har baat aankho me aane lagi
dil ki har baat aankho me aane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi

aa gaye, aa gaye muskurane ke din
aa gaye, aa gaye muskurane ke din
ladkhadane ke din gungunane ke din
ladkhadane ke din gungunane ke din
maine payal to pawo me bandhi nahi
aur aawaz, aur aawaz ghungharu ki aane lagi
aur aawaz ghungharu ki aane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi

koyi raho me kaliya bichhane laga
koyi raho me kaliya bichhane laga
aur isharo se mujhko bulane laga
aur isharo se mujhko bulane laga
maine darpan abhi tak to dekha nahi
meri bindiya magar jhilmilane lagi
meri bindiya magar jhilmilane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi

aaj kaisi chali bhigi-bhigi pawan
aaj kaisi chali bhigi-bhigi pawan
lehlahane laga mera najuk badan
lehlahane laga mera najuk badan
maine palake abhi tak jhukayi nahi
nind kyo meri aankho me aane lagi
nind kyo meri aankho me aane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
kaun rokega ab pyar ka rasta
mai to pee ki nagariya jane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main To Pi Ki Nagariya

Main To Pi Ki Nagariya is a song from Ek Kali Muskayee 1968. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Ek Kali Muskayee 1968 album song list for more songs and album details.