Main To Ho Gaya Diwana Lyrics, Singer & Song Details

Bijlee Aur Toofan 1987 album cover

Bijlee Aur Toofan 1987 Album Details

None
Anwar, Usman
Khalid
None

album songs
Main To Ho Gaya Diwana
Singer : Anuradha Paudwal,Suresh Wadkar

Main To Ho Gaya Diwana Lyrics

Song Lyrics Title = Main To Ho Gaya Diwana
Song Lyrics Movie = Bijlee Aur Toofan
Singer = Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Music By = Anwar, Usman
Lyricist = Khalid

Mp3 Song Lyrics

((o o mai to ho gaya diwana ho mai to ho gaya diwana
sadke teri chal ke haye sadke teri chal ke
kese smbhalu dil ko kese smbhalu
kesa jadu kar diya hai tere nena hai kamal ke
nena hai kamal ke haye mai to ho gaya diwana

mai bhi ho gayi diwani ha mai bhi ho gayi diwani
kya de dun dil nikal ke kya de dun dil nikal ke
dil bhi tu le le saiya jaan bhi le le tujh pe
sab kuch luta dun in aankho me aankhe dal ke
aankho me aankhe dal ke haye mai bhi ho gayi diwani

rup saha na jaye rup ki rani
pagal banaye teri chadhti jawani
haye rup saha na jaye rup ki rani
pagal banaye teri chadhti jawani
hosh bhi khoya maine chain bhi khoya
tan me aag si lgaye tere jalwe solah sal ke
jalwe solah sal ke haye mai to ho gaya diwana

pyar hamara saiya kisi ko na bhaye
tir chalaye koi kante bichhaye
pyar hamara saiya kisi ko na bhaye
tir chalaye koi kante bichhaye
jal jal ke mar jayege ye jalne wale
dushman tak me lage hai saiya
chalna dekh bhal ke chalna dekh bhal ke
haye mani to ho gaya diwana
sadke teri chal ke haye sadke teri chal ke
ho mai bhi ho gayi diwani de du dil nikal ke
kya de du dil nikal ke haye mai to ho gaya diwana
ha mai bhi ho gayi diwani haye mai to ho gaya diwana
ha mai bhi ho gayi diwani...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Main To Ho Gaya Diwana Video

About Main To Ho Gaya Diwana

Main To Ho Gaya Diwana is a song from Bijlee Aur Toofan 1987. It is sung by Anuradha Paudwal,Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Khalid. Music information: Anwar, Usman. Read the lyrics above and view the Bijlee Aur Toofan 1987 album song list for more songs and album details.