Main Tere Pyaar Ka Beemaar Lyrics, Singer & Song Details

Love In Tokyo 1966 album cover

Love In Tokyo 1966 Album Details

Pramod Chakravorty
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Mehmood, Pran

album songs
Main Tere Pyaar Ka Beemaar
Singer : Manna Dey

Main Tere Pyaar Ka Beemaar Lyrics

Song Title = Main Tere Pyaar Ka Beemaar
Movie/album = Love In Tokyo (1966)
Singers = Manna Dey
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = Pramod Chakravorty
Music Label = Saregama Music

Mp3 Song Lyrics

((Main tere pyaar ka beemaar hoon kya araz karoon
Main tere pyaar ka beemaar hoon kya araz karoon
Tera ashiq hoon gunahgaar hoon kya arz karoon
Main tere pyaar ka beemaar hoon kya araz karoon

Mujhko pahchaan lo main hoon tera rasiya jogi
Mujhko pahchaan lo main hoon tera rasiya jogi
Apne jogi pe inaayat ki nazar kab hogi
Tera banda hoon tera banda hoon
Tera banda hoon tera banda hoon
Khatwaar hoon kya arz karoon
Main tere pyaar ka beemaar hoon kya arz karoon

Le ke armaan meri jaan main aa pahuncha hoon
Le ke armaan meri jaan main aa pahuncha hoon
Teri khaatir to main japan bhi aa pahunchaa hoon
Tera mitwaa hoon tera mitwaa hoon
Tera mitwaa hoon tera mitwaa hoon
Talabgaar hoon kya arz karoon
Main tere pyaar ka beemaar hoon kya arz karoon

Bin tere dil mera doobaa hi chalaa jaata hai
Bin tere dil mera doobaa hi chalaa jaata hai
Chaahe badnaam sahi tera to kahlaata hai
Main to ruswaa main to ruswaa
Main to ruswaa main to ruswaa
Sare bazaar hoon kya arz karoon
Main tere pyaar ka beemaar hoon kya arz karoon
Tera ashiq hoon gunahgaar hoon kya arz karoon
Main tere pyaar ka beemaar hoon kya arz karoon.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Tere Pyaar Ka Beemaar

Main Tere Pyaar Ka Beemaar is a song from Love In Tokyo 1966. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Love In Tokyo 1966 album song list for more songs and album details.