Main Tasveer Utarta Hoon Lyrics, Singer & Song Details

Heera Panna 1973 album cover

Heera Panna 1973 Album Details

Dev Anand
None
None
Dev Anand, Zeenat Aman, Rakhee Gulzar

album songs
Main Tasveer Utarta Hoon
Singer : Kishore Kumar

Main Tasveer Utarta Hoon Lyrics

Song Lyrics Title = Mein Tasveer Uttar Tha Hun
Movie/Album Name = HEERA PANNA
Singer(s) =Kishore Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Main Tasveer Utarta Hoon
Bigdhi Huyi Haseeno Ki
Zulfen Sanvaarta Hoon
Phir Zulfon Ke Saaye Mein
Main Raatein Guzaarta Hoon

Koi Haseena Kitni Bhi Magroor Ho
Husn Ki Duniya Mein Kitni Mashhoor Ho
Paas Ho Ke Door Ho
Masti Mein Choor Ho
Paas Ho Ke Door Ho
Masti Mein Choor Ho
Daudi Chali Aati Hain
Main Jisko Pukarta Hoon

Main Tasveer Utarta Hoon

Chaand Ki Bhi Na Padi Jinpe Kiran
Maine Dekhe Unn Haseeno Ke Badan
Mera Aisa Hai Chalan
Jaaneja O Jaaneman
Tod Ke Saare Parde
Main Sabko Niharta Hoon

Hai Main Tasveer Utarta Hoon

Thak Ke Saahil Pe Samundar So Gaya
Yaad Teri Aa Gayee Main Kho Gaya
Yeh Gaya
Main Woh Gaya
Arre Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Yeh Gaya Main Woh Gaya
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya-2
Naam Tera Leta Hoon
Main Jisko Pukarta Hoon..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Tasveer Utarta Hoon

Main Tasveer Utarta Hoon is a song from Heera Panna 1973. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Heera Panna 1973 album song list for more songs and album details.