Main Soya Ankhiyan Revival Lyrics, Singer & Song Details

Phagun 1958 album cover

Phagun 1958 Album Details

Bibhuti Mitra
O P Nayyar
Qamar Jalalabadi
Madhubala, Bharat Bhushan, Jeevan, Kammo, Nishi, Cuckoo, Dhumal

album songs
Main Soya Ankhiyan Revival
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Main Soya Ankhiyan Revival Lyrics

Song Title = Main Soya Ankhiyan Revival
Movie/Album = Phagun (1958)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Composer = Omkar Prasad Nayyar
Director = Bibhuti Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Hmm main soyaa ankhiyaan meenche
Teri zulfon ke neeche
Duniyaa ko bhool deewaani
Ab rahaa zamaanaa peechhe
Main soyaa ankhiyaan meenche
Aaa teri zulfon ke neeche
Aaa duniyaa ko bhool deewaani
Ab rahaa zamaana peechhe
Hmm main soyaa ankhiyaan meenche

Aaaa aaaa aaaa aaaa
Ye kaun haseen sharmaayaa
Taaron ko paseenaa aayaa
Hirni ki aankhen le kar
Dil kaun churaane aayaa
Dil kaun churaane aayaa
Main soyi ankhiyaan meenche

Ab chaahe kahin le jaa
Tu aage aur main peechhe
Main soyaa ankhiyaan meenche aa
Ye mere nain kanwaare
Teri ankhiyaan dekh ke haare
O janam-janam ke saathi
Meri maang mein bhar de taare
Meri maang mein bhar de taare
Main soyaa ankhiyaan meenche
Aaaa teri zulfon ke neeche
Aaaa duniya ko bhool deewaani
Aaa ab rahaa zamaana peeche
Hmm main soya ankhiyaan meenche aaa.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Main Soya Ankhiyan Revival

Main Soya Ankhiyan Revival is a song from Phagun 1958. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Phagun 1958 album song list for more songs and album details.