Main Ro Na Padun Lyrics, Singer & Song Details

Hum Phirr Milein Na Milein 2009 album cover

Hum Phirr Milein Na Milein 2009 Album Details

Mannish Goel
Sandesh Shandilya
Irshad Kamil
Sarvar Ahuja, Kkhushi, Vikram Gokhale

album songs
Main Ro Na Padun
Singer : Neeraj Shridhar, Sunidhi

Main Ro Na Padun Lyrics

Song Title = Main Ro Na Padun
Song Lyrics Movie = Hum Phirr Milein Na Milein (2009)
Singer = Sunidhi Chauhan, Neeraj Shridhar
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Composer = Sandesh Shandilya
Director = Mannish Goel

Mp3 Song Lyrics

((Main ro na padu abb tumhe yeh batakar
Main ro na padu abb tumhe yeh batakar
Bahot yaad aaoge tum door jakar

Main ro na padu abb tumhe yeh batakar
Main ro na padu abb tumhe yeh batakar
Bahot yaad aaoge tum door jakar

Har ik cheez yu toh shahar me wahi hai
Har ik raah suni magar lag rahi hai
Har ik cheez yu toh shahar me wahi hai
Har ik raah suni magar lag rahi hai
Main dekhu jidhar bhi najar ko uthakar
Main ro na padu abb tumhe yeh batakar

Teri yaad yu toh hai dil ka sahara
Kisi mode par phir ho milana hamara
Teri yaad yu toh hai dil ka sahara
Kisi mode par phir ho milana hamara
Yaadein dimaagi hai tuti duwa par
Main ro na padu abb tumhe yeh batakar
Main ro na padu abb tumhe yeh batakar
Bahot yaad aaoge tum door jakar
Bahot yaad aaoge tum door jakar...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Ro Na Padun

Main Ro Na Padun is a song from Hum Phirr Milein Na Milein 2009. It is sung by Neeraj Shridhar, Sunidhi. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: Sandesh Shandilya. Read the lyrics above and view the Hum Phirr Milein Na Milein 2009 album song list for more songs and album details.