Main Riksha Wala Lyrics, Singer & Song Details

Chhoti Bahen 1959 album cover

Chhoti Bahen 1959 Album Details

L.V. Prasad
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Balraj Sahni, Shyama, Rehman

album songs
Main Riksha Wala
Singer : Mohammed Rafi

Main Riksha Wala Lyrics

Song Title = Main Riksha Wala
Movie/album = Chhoti Bahen (1959)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = L. V. Prasad
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Main rickshwala
Main rickshwala
Hai chaar ke baraabar
Ye do taang wala
Kahaan chaloge babu
Kahaan chaloge lala
Kahaan chaloge babu
Kahaan chaloge lala
Main rickshwala
Main rickshwala

Door door door koyi
Mujhko bulaaye
Mujhko bulaaye
Kya karoon dil usse
Bhool na paaye
Bhool na paaye
Main rishte jodoon dil ke
Mujhe hi manzil pe
Koyi na pahunchaaye
Koyi na pahu.nchaaye
Main rickshwala
Main rickshwala
Hai chaar ke baraabar
Ye do taang wala
Kahaan chaloge babu
Kahaan chaloge lala
Kahaan chaloge babu
Kahaan chaloge lala
Main rickshwala
Main rickshwala

Thi kabhi chand tak
Apni udaan
Apni udaan
Ab ye dhool ye sadak
Apnaa jahaan
Apnaa jahaan
Jo koyi dekhe chaunke
Uparwaalaa bhi soche
Ye kaisa insaan
Ye kaisa insaan
Main rickshwala
Main rickshwala
Hai chaar ke baraabar
Ye do taang wala
Kahaan chaloge babu
Kahaan chaloge lala
Kahaan chaloge babu
Kahaan chaloge lala
Main rickshwala
Main rickshwala

Raat din har ghadi
Ek sawaal
Ek sawaal
Rotiyan kam hain kyun
Kyun hai akaal
Kyun hai akaal
Kyun duniya mein kami hai
Ye chori kisne ki hai
Kahaan hai sara maal
Kahaan hai sara maal
Main rickshwala
Main rickshwala
Hai chaar ke baraabar
Ye do taang wala
Kahaan chaloge babu
Kahaan chaloge lala
Kahaan chaloge babu
Kahaan chaloge lala
Main rickshwala
Main rickshwala...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Riksha Wala

Main Riksha Wala is a song from Chhoti Bahen 1959. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Chhoti Bahen 1959 album song list for more songs and album details.