Main Rani Hoon Sirf Lyrics, Singer & Song Details

Kanoon 1994 album cover

Kanoon 1994 Album Details

Sushma Shiromani
Raamlaxman
Rani Malik
Ajay Devgn, Urmila Matondkar, Kiran Kumar

album songs
Main Rani Hoon Sirf
Singer : Kumar Sanu, Lata Mangeshkar

Main Rani Hoon Sirf Lyrics

Song Title = Main Rani Hoon Sirf
Movie/album = Kanoon (1994)
Singers = Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rani Malik
Music Composer = Raamlaxman (Vijay Patil)

Mp3 Song Lyrics

((Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main to jism hu meri jaan tu
Main to jism hu meri jaan tu
Tere bin to meri gujar nahi
Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi

Meri dhadkano pe likhi hai jo
Tu hai pyar ki wahi dasta
Meri dhadkano pe likhi hai jo
Tu hai pyar ki wahi dasta
Kaha jaunga tujhe chod kar
Tera dil to hai mera aashiya
Sari umar yuhi milenge hum
Sari umar yuhi milenge hum
Hame is jaha ka to dar nahi
Mai bana hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main to jism hu meri jaan tu
Main to jism hu meri jaan tu
Tere bin to meri gujar nahi
Main bana hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi

Meri sanso mein hai mahak teri
Meri khwahisho pe tu cha gayi
Meri sanso mein hai mahak teri
Meri khwahisho pe tu cha gayi
Tere hatho ki lakiro mein
Meri zindgani sama gayi
Mujhe tujhse ab jo kare juda
Mujhe tujhse ab jo kare juda
Ye khudai mein bhi asar nahi
Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main to jism hu meri jaan tu
Main to jism hu meri jaan tu
Tere bin to meri gujar nahi....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Main Rani Hoon Sirf

Main Rani Hoon Sirf is a song from Kanoon 1994. It is sung by Kumar Sanu, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rani Malik. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Kanoon 1994 album song list for more songs and album details.