Main Raah Kab Se Lyrics, Singer & Song Details

Anjuman 1986 album cover

Anjuman 1986 Album Details

Muzaffar Ali
Mohammed Zahur Khayyam
Shahryar
Shabana Azmi, Farooq Shaikh, Rohini Hattangadi

album songs
Main Raah Kab Se
Singer : Shabana Azmi

Main Raah Kab Se Lyrics

Song Lyrics Title = Main raah kab se nayi
Song Lyrics Movie = Anjuman 1986
Singers = Shabana Azmi
Song Lyricists = Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan)
Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Muzaffar Ali


Mp3 Song Lyrics

((Main raah kab se
Main raah kab se
Nayi jindagi ki takti hu
Main rah kab se
Nayi jindagi ki takti hu
Har ek kadam pe
Har ek kadam pe
Har ek mod pe sambhlti hu
Har ek kadam pe
Har ek mod pe sambhlti hu

Kiya hai jasan kabhi
Dubte sitaro ka
Kiya hai jasan kabhi
Dubte sitaro ka
Kabhi mai ek kiran ke
Liye bhatak ti hu
Kabhi mai ek kiran ke
Liye bhatak ti hu
Main raah kab se
Nayi jindagi ki takti hu

Kabhi palak me chamkti
Hu moor ki surat
Kabhi palak me chamkti
Hu moor ki surat
Kabhi jamin pe phul ki
Tarah mahakti hu
Kabhi jamin pe phul ki
Tarah mahakti hu
Main raah kab se
Nayi jindagi ki takti hu

Main khud ko dekh ke
Main khud ko dekh ke
Hairan hone lagti hu
Mai khud ko dekh ke
Hairan hone lagti hu
Ke ayine ji juba
Main kaha samjhti hu
Ke ayine ji juba
Main kaha samjhti hu
Main raah kab se
Nayi jindagi ki takti hu

Kisi ka chand si pak
Chehra yad rahta hai
Kisi ka chand si pak
Chehra yad rahta hai
Main apne khwab ki duniya se
Jab palat ti hu
Main apne khwab ki duniya se
Jab palat ti hu
Main raah kab se
Nayi jindagi ki takti hu
Har ek kadam pe
Har ek mod pe sambhlti hu..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Raah Kab Se Video

About Main Raah Kab Se

Main Raah Kab Se is a song from Anjuman 1986. It is sung by Shabana Azmi. Lyrics are credited to Shahryar. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Anjuman 1986 album song list for more songs and album details.