Main Piya Teri Lyrics, Singer & Song Details

Basant Bahar 1956 album cover

Basant Bahar 1956 Album Details

Raja Nawathe
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Bharat Bhushan, Nimmi, Kumkum

album songs
Main Piya Teri
Singer : Lata Mangeshkar

Main Piya Teri Lyrics

Song Title = Main Piya Teri
Movie/album =Basant Bahar (1956)
Singers =Lata Mangeshkar
Song Lyricists =Shailendra
Music Director =Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director =Raja Nawath
Music Label =Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Main piyaa teri tu maane yaa na maane
Duniyaa jaane tu jaane yaa na jaane

Kaaheko bajaaye tu meethi meethi taanen
Main piyaa teri tu maane yaa na maane

Murli ki lay ne dil meraa chheenaa
Taar jagaaye dil ke taar jagaaye
Raah bikhere jab tere dil ne
Raag uthaayi maine raag uthaayi
Mitne na doongi, pyaar ke sagaane
Main piyaa teri tu maane yaa na maane
Duniyaa jaane tu jaane yaa na jaane
Kaaheko bajaaye tu meethi meethi taanen
Main piyaa teri tu maane yaa na maane

Preet ki dori tum sang baandhi
Tum sang baandhi sainyaa tum sang baandhi
Bujhne na doongi preet kaa deepak
Kitni bhi aaye sainyaa duniyaa ki aandhi
Main nahin badli, badle zamaanaa
Main piyaa teri tu maane yaa na maane
Duniyaa jaane tu jaane yaa na jaane
Kaaheko bajaaye tu meethi meethi taanen
Main piyaa teri tu maane yaa na maane...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Main Piya Teri Video

About Main Piya Teri

Main Piya Teri is a song from Basant Bahar 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Basant Bahar 1956 album song list for more songs and album details.