Main Nigahe Tere Chehre Se Lyrics, Singer & Song Details

Aap Ki Parchhaiyan 1964 album cover

Aap Ki Parchhaiyan 1964 Album Details

Mohan Kumar
Madan Mohan
Raja Mehdi Ali Khan
Dharmendra, Shashikala, Om Prakash, Supriya Choudhury

album songs
Main Nigahe Tere Chehre Se
Singer : Mohammad Rafi

Main Nigahe Tere Chehre Se Lyrics

Song Lyrics = Main Nigahe Tere Chehre Se
Movie or Album = Aap Ki Parchhaiyan 1964
Singer(s) = Mohammad Rafi
Music Director(s) = Madan Mohan
Lyricist(s) = Raja Mehdi Ali Khan


Song Lyrics


((main nigahe tere chehre se hatau kaise - 2
lut gaye hosh to phir hosh mein aau kaise
mein nigahe tere chehre se hatau kaise
main nigahe..............

chharahi thi teri mehki huyi zulfon ki ghata
teri aankho ne - 2, pilaadi to mein pita hi gaya
tauba tauba tauba tauba tauba tauba..........
woh nasha hai ke batau kaise
main nigahe.......

shokh nazare ye shararat se na pas aayegi
kabhi ruthegi - 2, kabhi milke palat jayengi
tuj se nibh jayegi, nibh jayegi...
tuj se nibh jayegi mein inse nibhau kaise
main nigahe tere chehre se hatau kaise

lut gaye hosh to phir hosh mein aau kaise
mein nigahe tere chehre se hatau kaise
main nigahe........))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Nigahe Tere Chehre Se Video

About Main Nigahe Tere Chehre Se

Main Nigahe Tere Chehre Se is a song from Aap Ki Parchhaiyan 1964. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Madan Mohan. Read the lyrics above and view the Aap Ki Parchhaiyan 1964 album song list for more songs and album details.