Main Naseeb Hoon Lyrics, Singer & Song Details

Insaniyat 1994 album cover

Insaniyat 1994 Album Details

Tony Juneja
Rajesh Roshan
Anjaan, Rajesh Roshan
Tom Alter, Sadashiv Amrapurkar, Amitabh Bachchan

album songs
Main Naseeb Hoon
Singer : Anwar Hussain, Lata Mangeshkar

Main Naseeb Hoon Lyrics

Song Lyrics Title = Main Naseeb Hoon
Movie/album = Insaniyat (1994)
Singers = Anwar Hussain, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anjaan, Rajesh Roshan
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = Tony Juneja
Music Label = Venus

Mp3 Song Lyrics

((Mai naseeb hu
Mai naseeb hu kisi aur ka
Kisi aur ke mai paas hu
Jo kisi jatan se na bujh sake
Mai janam janam ki wo pyas hu
Mai naseeb hu kisi aur ka

Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mere jism hai kisi aur ka
Kisi aur ke mai paas hu
Mai naseeb hu kisi aur ka
Kisi aur ke mai paas hu
Mai naseeb hu kisi aur ka

Koi zulm tujhpe kare yahan
To jala ke rakh dunga do jahan
Tu naseeb hai mere pyar ka
Ye naseeb kabhi na ho juda
Tere khawabo ki teri yaado ki
Tere saanso ki wahi pyas hu
Jara mudkar to idhar
Tere saath hu tere paas hu.))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Main Naseeb Hoon

Main Naseeb Hoon is a song from Insaniyat 1994. It is sung by Anwar Hussain, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anjaan, Rajesh Roshan. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Insaniyat 1994 album song list for more songs and album details.