Main Nadiya Ki Dhara Lyrics, Singer & Song Details

Naag Panchami 1953 album cover

Naag Panchami 1953 Album Details

Raman B Desai
Chitragupta Shrivastava
Gopal Singh Nepali
Manhar Desai, Nirupa Roy, Bipin Gupta, B M Vyas

album songs
Main Nadiya Ki Dhara
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Main Nadiya Ki Dhara Lyrics

Song Title = Mai Nadiya Ki Dhara
Movie/Album = Naag Panchami (1953)
Singer = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Gopal Singh Nepali
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Director = Raman B. Desai

Mp3 Song Lyrics

((mai nadiya ki dhara bahe teri kinara
deta chal mujhko sahara sath hai kitna pyara
kam hai ye jiwan sara aayenge jag me dobara
mai nadiya ki dhara bahe teri kinara
deta chal mujhko sahara kon sambhalega mujhko
bin tere bhatak jaungi kon sambhalega mujhko
bin tere bhatak jaungi jaha jaha se jayega tu
vaha vaha aaungi chutega na sath hamara
deta chal mujhko sahara sath hai kitna pyara
kam hai ye jiwan sara aayenge jag me dobara

mai nadiya ki dhara bahe teri kinara
deta chal mujhko sahara roop rang ras ki tu ganga
mai pyasa panghat hu roop rang ras ki tu ganga
mai pyasa panghat hu or pas aane ko tarsu
yu to bhut nikat hu jiwan mera tune sawara
aayenge jag me dobara mai nadiya ki dhara
bahe teri kinara deta chal mujhko sahara
sath hai kitna pyara kam hai ye jiwan sara
aayenge jag me dobara .....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Nadiya Ki Dhara

Main Nadiya Ki Dhara is a song from Naag Panchami 1953. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Gopal Singh Nepali. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Naag Panchami 1953 album song list for more songs and album details.