Main Na Bhuloonga Lyrics, Singer & Song Details

Inteha Pyar Ki 1992 album cover

Inteha Pyar Ki 1992 Album Details

J.K. Bihari
Anand Shrivastav, Milind
Sameer
Vikas Anand, Aparajita, Asrani

album songs
Main Na Bhuloonga
Singer : Kavita Krishnamurthy, Suresh

Main Na Bhuloonga Lyrics

Song Lyrics Title = Main Na Bhuloonga
Movie/album = Inteha Pyar Ki (1992)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
Song Lyricists =Sameer
Music Director =Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director =J.K. Bihari
Starring =Rishi Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Main na bhulauga wade kasme
Main na bhulauga wade kasme
Main bhi nibhaungi pyar ki rasme
Main na bhulauga wade kasme
Main bhi nibhaungi pyar ki rasme
Maine jo kaha hai tumne wo suna hai
Maine jo kaha hai tumne wo suna hai
Main bhul jau agar jindagi ke kisi mod par
Mujhe yad dilaan bhul na jana yad dilana

Palako ke saye me janejana
Tera roop chhupaya hai
Palako ke saye me janejana
Tera roop chhupaya hai
Maine bhi dil ki har dhadkan me
Tera pyar basaya hai
Ye mithi mithi baatein
Ye gehari gehari mulakate
Ye mithi mithi baatein
Ye gehari gehari mulakate
Main bhul jau agar jindagi ke kisi mod par
Mujhe yad dilaan bhul na jana yad dilana

Suraj me jaise rahti hai kirne
Phulo me khusbu jaise
Ho suraj me jaise rahti hai kirne
Phulo me khusbu jaise
Sanso se teri sanse bandhi hai
Bichhadenge hum dum kaise
Ye reshmi sa daman
Ye chaand aur ye angan
Ye reshmi sa daman
Ye chaand aur ye angan
Main bhul jau agar jindagi ke kisi mod par
Mujhe yad dilaan bhul na jana yad dilana
Main na bhulauga wade kasme
Main bhi nibhaungi pyar ki rasme
Maine jo kaha hai tumne wo suna hai
Maine jo kaha hai tumne wo suna hai
Main bhul jau agar jindagi ke kisi mod par
Mujhe yad dilaan bhul na jana yad dilana
Bhul na jana yad dilana
Bhul na jana yad dilana.))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Main Na Bhuloonga

Main Na Bhuloonga is a song from Inteha Pyar Ki 1992. It is sung by Kavita Krishnamurthy, Suresh. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand Shrivastav, Milind. Read the lyrics above and view the Inteha Pyar Ki 1992 album song list for more songs and album details.