Main Na Bhoolungi II Lyrics, Singer & Song Details

Roti Kapada Aur Makaan 1974 album cover

Roti Kapada Aur Makaan 1974 Album Details

Manoj Kumar
Laxmikant Pyarelal
Verma Malik
Manoj Kumar, Shashi Kapoor, ZeenatAman, Moushumi Chatterjee, Aruna Irani, Amita

album songs
Main Na Bhoolungi II
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh

Main Na Bhoolungi II Lyrics

Song Title = Main Na Bhoolungi II
Movie/album = Roti Kapada Aur Makaan (1974)
Singers = Lata Mangeshkar, Mukesh
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Manoj Kumar

Mp3 Song Lyrics

((mai na bhulunga, mai na bhulunga
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulunga
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulunga

samay ki dhaara me
samay ki dhaara me umar bah jaani hai
jo ghadi ji lenge
jo ghadi ji lenge, wahi rah jaani hai
mai ban jaau saans aakhari
mai ban jaau saans aakhari, tu jivan ban ja
jivan se saanso ka rishta, mai na bhulungi
mai na bhulungi
mai na bhulungi, mai na bhulunga

barasta saawan ho, mahakta aangan ho
kabhi dil dulha ho, kabhi dil dulhan ho
gagan ban kar jhume, pawan ban kar ghume
chalo raahe mode, kabhi na sang chhod e
kahi pe chhup jaana hai, najar nahi aana hai
kahi pe bas jaayenge, yeh din kat jaayenge
are kya baat chali, woh dekho raat dhali
yeh baate chalti rahe, yeh raate dhalti rahe
mai man ko mandir kar daalu, tu pujan ban ja
mandir se puja ka rishta, mai na bhulunga
mai na bhulunga, mai na bhulungi
mai na bhulunga, mai na bhulungi
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulungi
mai na bhulunga, mai na bhulungi..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Main Na Bhoolungi II

Main Na Bhoolungi II is a song from Roti Kapada Aur Makaan 1974. It is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Laxmikant Pyarelal. Read the lyrics above and view the Roti Kapada Aur Makaan 1974 album song list for more songs and album details.