Main Na Bataunga Lyrics, Singer & Song Details

Khandaan 1979 album cover

Khandaan 1979 Album Details

Anil Ganguly
Mohammed Zahur Khayyam
Naqsh Lyallpuri
Jeetendra, Sulakshana Pandit, Bindiya Goswami, Bindu, Sujit Kumar, Nirupa Roy, A

album songs
Main Na Bataunga
Singer : Sulakshana Pandit

Main Na Bataunga Lyrics

Song Title = Main Na Bataunga
Movie/Album = Khandaan (1979)
Singers = Sulakshana Pandit
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Anil Ganguly
Music Label = Polydor Records

Mp3 Song Lyrics

((Main na bataungi
Sab se chhupaungi
Main na bataungi
Khule khule balo mein
Hasta hai saawan
Dekho mujhe jhum gaya
Nadiya ka darpan
Raz kya hai baat kya hai
Puchhe koi
Main na bataungi
Sab se chhupaungi
Main na bataungi

Neel gagan ke mehke chhaye
Neel gagan ke mehke chhaye
Rut albeli nache gaye
Rut albeli nache gaye
Aaj hase kaliya kyu mithi hasi
Main na bataungi
Sab se chhupaungi
Main na bataungi

Dhal dhal jaye mora aanchal
Dhal dhal jaye mora aanchal
Aaj na thahre pag mein payal
Aaj na thahre pag mein payal
Kahe meri chal mein masti nai
Main na bataungi
Sab se chhupaungi
Main na bataungi
Khule khule balo mein
Hasta hai saawan
Dekho mujhe jhum gaya
Nadiya ka darpan
Raz kya hai baat kya hai
Puchhe koi
Main na bataungi
Sab se chhupaungi
Main na bataungi....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Na Bataunga

Main Na Bataunga is a song from Khandaan 1979. It is sung by Sulakshana Pandit. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Khandaan 1979 album song list for more songs and album details.