Main Kesar Kasturi Lyrics, Singer & Song Details

Chhote Sarkar 1974 album cover

Chhote Sarkar 1974 Album Details

K. Shankar
Jaikishan, Shankar
Rajendra Krishan
Uma Dutt, Helen, Rajan Kapoor

album songs
Main Kesar Kasturi
Singer : Krishna Kalle

Main Kesar Kasturi Lyrics

Song Title = Main Kesar Kasturi
Movie/album = Chhote Sarkar (1974)
Singers = Krishna Kalle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = K. Shankar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi

Kaha kaha se aa jate hai
Raat ke rahi rang zamane
Jite jinki bhul ki thokar
Roz ki taza thokar khane
Kuch jaane kuch pehchane
Aur kuch in mein anjane
Kuch jaane kuch pehchane
Aur kuch in mein anjane
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi

Aankh mein jhuthi rangini hai
Jivan sabka fika fika
Har mathe par laga huya hai
Gam ke chandan ka ek tika
Apna apna dard chhupaye
Chalte phirte yeh saye
Apna apna dard chhupaye
Chalte phirte yeh saye
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi

Kadam kadam par jinke aise
Mayusi ke lage hai pehre
Hath me lekar wo paimane
Dekh rahe hai khwab sunhare
Pagal man ko yu bahlaye
Kadam kadam par dhokha khaye
Pagal man ko yu bahlaye
Kadam kadam par dhokha khaye
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi
Meri surat ke deewano
Meri rangat par na jao
Meri khusbu ko pehchano
Main kesar kasturi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Kesar Kasturi

Main Kesar Kasturi is a song from Chhote Sarkar 1974. It is sung by Krishna Kalle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Chhote Sarkar 1974 album song list for more songs and album details.