Main Kamjor Aurat Lyrics, Singer & Song Details

Prem Granth 1996 album cover

Prem Granth 1996 Album Details

Rajiv Kapoor
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Rishi Kapoor, Madhuri Dixit, Anupam Kher

album songs
Main Kamjor Aurat
Singer : Lata Mangeshkar

Main Kamjor Aurat Lyrics

Song Title = Main Kamjor Aurat
Movie/Album = Prem Granth (1996)
Singer = Lata Mangeshka
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((mai kamjor aurat ye meri kahani
mai kamjor aurat ye meri kahani
mere aasuo se hai ganga me pani
mai kamjor aurat ye meri kahani
mere aasuo se hai ganga me pani
ye meri kahani ho

mere paak daman me purwayiya hai
mere paak daman me purwayiya hai
ye ankho me gum ki jo parchayiya hai
mere nam ki jitni ruswayiya hai
ye bedard mardo ki hai meharbani
ye bedard mardo ki hai meharbani
mere aasuo se hai ganga me pani
mai kamjor aurat ye meri kahani
mere aasuo se hai ganga me pani

nasibo ne aurat ko samjha khilona
nasibo ne aurat ko samjha khilona
jamane ne aurat ko samjha bichhona
yahi to hua hai yahi to hai hona
nahi rit badli ye sadiyo purani
nahi rit badli ye sadiyo purani
mere aasuo se hai ganga me pani
mai kamjor aurat ye meri kahani
mere aasuo se hai ganga me pani

mai kaise ye maili chunar sar pe odhu
mai kaise ye maili chunar sar pe odhu
to kya akhiri ye sahara bhi chhodu
magar apna dil aap kaise mai todu
ye kuchh bhi hai mamata ki hai ye nishani
ye kuchh bhi hai mamata ki hai ye nishani
mere aasuo se hai ganga me pani
mai kamjor aurat ye meri kahani
mere aasuo se hai ganga me pani
ye meri kahani ho))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Main Kamjor Aurat

Main Kamjor Aurat is a song from Prem Granth 1996. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Prem Granth 1996 album song list for more songs and album details.