Main Jiyoonga Main Lyrics, Singer & Song Details

Break Ke Baad 2010 album cover

Break Ke Baad 2010 Album Details

Danish Aslam
Vishal, Shekhar
Prasoon Joshi
Imran Khan, Deepika Padukone

album songs
Main Jiyoonga Main
Singer : Nikhil D Souza, Mikey Mccleary

Main Jiyoonga Main Lyrics

Song lyrics title Name = Main Jiyoonga
Song lyrics Film/Album name = Break Ke Baad
Singer(s) = Nikhil D Souza, Mikey Mcclearyu
Song Lyricists = Prasoon Joshi
Music Composer = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Director = Danish Aslam
Music Label = T-Series
Release on = 26th November, 2010

Mp3 Song Lyrics

((Khuli kitaab sa hai yeh chehra
Par hijab sa hai muskarana mera
Aur acting mein ustaad hoon main aayega kisi ko na nazar
Hogi na khabar
Pharsh pe ho bikhra jaisa para
Fisal raha hai khwaab yeh hamara
Par pairon mein uchaal le kile ke ho pe seetiyan
Main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga, main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga

Chaand to karega ishaare
Aur chidaayenge mujhko taare
Par yaadon ki lihaaz ki jo sir dhak loonga main, chhup jaaunga main
Khwaab ke parindey jo paale, kiye aasman ke hawale
Udne doonga unko neeli neeli si azaadiyon mein
Main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga, main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga


Pankhiyon, umeedon ke dhoop mein sukhaaunga
Maine hum badal di hain geet naye gaaunga
Waise hawaon sang, dhyaav tera behta rahega
Par mausam chun chun ke rut nayi banaunga
Main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga, main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke, bhul bhula ke, gunguna ke, bhul bhula ke,

gunguna ke
Main jiyoonga..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Jiyoonga Main

Main Jiyoonga Main is a song from Break Ke Baad 2010. It is sung by Nikhil D Souza, Mikey Mccleary. Lyrics are credited to Prasoon Joshi. Music information: Vishal, Shekhar. Read the lyrics above and view the Break Ke Baad 2010 album song list for more songs and album details.