Main Janam Janam Se Udas Lyrics, Singer & Song Details

Kaun Ho Tum 1970 album cover

Kaun Ho Tum 1970 Album Details

None
Usha Khanna
Raja Mehdi Ali Khan
Sailesh Kumar, Sonia Sahni, Jagdeep, Raj M, Ulhas, Mohan C

album songs
Main Janam Janam Se Udas
Singer : Usha Khanna, Asha Bhosle

Main Janam Janam Se Udas Lyrics

Song Lyrics Title = Main Janam Janam Se Udas
Movie/Albubm = Ho Tum (1970)
Singer = Usha Khanna, Asha Bhosle
Music By = Usha Khanna
Lyricist = Raja Mehdi Ali Khan

Mp3 Song Lyrics

((mai janam janam se udas hu
mai janam janam se udas hu
meri ruh ki ye pukar hai
jo na bujh sake mai wo pyas hu
mai janam janam se udas hu

mere sapne jag ke so gaye
mere lab khamsoh se ho gaye
mere sapne jag ke so gaye
mere lab khamsoh se ho gaye
kisi diljale ki mai hu sada
kisi badnasib ki aas hu
mai janam janam se udas hu
mai janam janam se udas hu

hai yahi likha mere bhag me
ke jalu mai apni hi aag me
hai yahi likha mere bhag me
ke jalu mai apni aag me
game zindagi mujhe ras hai
game zindagi ko mai ras hu
mai janam janam se udas hu
mai janam janam se udas hu
meri ruh ki pukar hai
jo na bujh saki mai wo pyas hu
mai janam janam se udas hu..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Janam Janam Se Udas

Main Janam Janam Se Udas is a song from Kaun Ho Tum 1970. It is sung by Usha Khanna, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Kaun Ho Tum 1970 album song list for more songs and album details.