Main Jahaan Rahoon Lyrics, Singer & Song Details

Namastey London 2007 album cover

Namastey London 2007 Album Details

Vipul Amrutlal Shah
Himesh Reshammiya
Javed Akhtar
Akshay Kumar, Rishi Kapoor, Katrina Kaif, Clive Standen, Upen Patel, Javed Sheik

album songs
Main Jahaan Rahoon
Singer : Krishna, Rahat Fateh Ali Khan

Main Jahaan Rahoon Lyrics

Song Title = Main Jahaan Rahoon
Movie/Album = Namastey London 2007
Singer = Krishna, Rahat Fateh Ali Khan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Vipul Amrutlal Shah

Mp3 Song Lyrics

((Main jahaan rahoon
Main kahin bhi hoon
Teri yaad saaath hai... (2)

Kisi se kahoon
Ke nahi kahoon
Yeh jo dil ki baat hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)
Main jahaan rahoon
Main kahin bhi hoon
Teri yaad saaath hai

Kahin to dil mein yaadon ki
Ek suli gad jaati hai
Kahin har ek tasveer bhahut hi dhondhali pad jati hai
Koi nayi duniya ke naye rango mein khush rehta hai
Koi sab kuch paake bhi yeh mann hi mann kehta hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)

Kahin to beete kal ki jadein
Dil mein hi utar jaati hai
Kahin jo dhage tute to malaayen bhikar jaati
Koi dil mein jagah nayi, baaton ke liye rakhta hai
Koi apni palko par yaadon ke diye rakhta hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Jahaan Rahoon

Main Jahaan Rahoon is a song from Namastey London 2007. It is sung by Krishna, Rahat Fateh Ali Khan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Namastey London 2007 album song list for more songs and album details.