Main Jaa Rahi Thi Lyrics, Singer & Song Details

Bidaai 1974 album cover

Bidaai 1974 Album Details

L. V. Prasad
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Leena Chandavarkar, Durga Khote

album songs
Main Jaa Rahi Thi
Singer : Asha Bhosle

Main Jaa Rahi Thi Lyrics

Song Lyrics Title = Main Jaa Rahi Thi
Song Lyrics Movie = Bidaai (1974)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant-Pyarelal
Director = L. V. Prasad
Release on = 9th October, 1974

Mp3 Song Lyrics

((Main ja rahi thi lekin mann mein trishna
Achchhe samay pe tum aaye, tum aaye, tum aaye krishna
Achchhe samay pe tum aaye

Main ja rahi thi lekin mann mein trishna
Achchhe samay pe tum aaye, tum aaye, tum aaye krishna
Achchhe samay pe tum aaye

Sab ki bidaai maine ki haay
Sab ki bidaai maine ki haay
Mujhako bida karne na woh aaye
Mujhako bida karne na woh aaye

Maa ke liye bachcho se huwa na itana
Achchhe samay pe tum aaye, tum aaye, tum aaye krishna
Achchhe samay pe tum aaye

Kya muh dikhaau saare gaanv ko
Kya muh dikhaau saare gaanv ko
Maine pukaara sabke naam ko
Maine pukaara sabke naam ko
Koyi na aaya dekha rasta kitana

Achchhe samay pe tum aaye, tum aaye, tum aaye krishna
Achchhe samay pe tum aaye
Main ja rahi thi lekin mann mein trishna
Achchhe samay pe tum aaye, tum aaye, tum aaye krishna
Achchhe samay pe tum aaye..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Jaa Rahi Thi

Main Jaa Rahi Thi is a song from Bidaai 1974. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Bidaai 1974 album song list for more songs and album details.