Main Is Masoom Chehre Ko Lyrics, Singer & Song Details

Baharon Phool Barsao 1972 album cover

Baharon Phool Barsao 1972 Album Details

M. Sadiq, Hasan Tariq
Shakat Ali Dehlavi
Qamar Jalalabadi
Chakram, Changezi, Iqbal Durrani

album songs
Main Is Masoom Chehre Ko
Singer : Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Main Is Masoom Chehre Ko Lyrics

Song Title = Main Is Masoom Chehre Ko
Movie/album = Baharo Phool Barsao (1972)
Singers = Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Shakat Ali Dehlavi
Director = Mehmood Sadiq, Hassan Tariq
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga

Gulaabi hoth najuk se
Ye kala til haya katil
Ye mana julfe nagin hain
Magar hain pyaar ke katil
Agar bijali nigaho ki
Ghire dil par to kyaa hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga

Bahro mein hararat hain
Nazron mein hain haseen taqat
Ye kyaa hone laga mujhko
Ye saanso mein kyun hain uljan
Shararat hain hawao mein
Pura aanchal to kyaa hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Is Masoom Chehre Ko Video

About Main Is Masoom Chehre Ko

Main Is Masoom Chehre Ko is a song from Baharon Phool Barsao 1972. It is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Shakat Ali Dehlavi . Read the lyrics above and view the Baharon Phool Barsao 1972 album song list for more songs and album details.