Main Hoon Woh Aasman Lyrics, Singer & Song Details

Krrish 2006 album cover

Krrish 2006 Album Details

Rakesh Roshan
None
None
Naseeruddin Shah, Hrithik Roshan, Priyanka Chopra, Rekha

album songs
Main Hoon Woh Aasman
Singer : Rafaqat Ali Khan, Alka Yagnik

Main Hoon Woh Aasman Lyrics

Song Title = Main Hoon Woh Aasman
Movie/Album = Krrish (2006)
Singer(s) = Rafaqat Ali Khan, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((main hoon woh aasman
main hoon woh aasman
aur tum ho yeh zameen
ho kar bhi hum juda
hote juda nahi

tum ho woh aasman
aur main yeh zameen
ho kar bhi hum juda
hote juda nahi

main hoon woh aasman

premi banna jitna mushkil
pyar nibhana usse bhi mushkil
paas mere tu hona agar tu
kitna tadapta hai mera dil

main hoon teri nazar
mera intazar tu
ho kar bhi hum juda
hote juda nahi

tum ho woh aasman
aur main yeh zameen
ho kar bhi hum juda
hote juda nahi

main hoon woh aasman

pyar ki jitni bhi hai kitabe un mein likha hai naam hamara
deewanpan hum dono ka jaanta hai yeh jaahan sara

kissa tu mera
main tere kahani
ho kar bhi hum juda
hote juda nahi

main hoon woh aasman
aur tum ho yeh zameen
ho kar bhi hum juda
hote juda nahi

ho kar bhi hum juda
hote juda nahi
hote juda nahi
hote juda nahi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Main Hoon Woh Aasman

Main Hoon Woh Aasman is a song from Krrish 2006. It is sung by Rafaqat Ali Khan, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Krrish 2006 album song list for more songs and album details.