Main Hoon Toofan Main Lyrics, Singer & Song Details

Toofan Aur Bijlee 1975 album cover

Toofan Aur Bijlee 1975 Album Details

Homi Wadia
Chitragupta Shrivastava
Kafil Azar
Zaheera, Arvind Kumar, Imtiaz, Bhagwan

album songs
Main Hoon Toofan Main
Singer : Aparna Mayekar, Asha Bhosle

Main Hoon Toofan Main Lyrics

Song Title = Main Hoon Toofan Main
Movie/Album = Toofan Aur Bijli (1975)
Singers = Aparna Mayekar, Asha Bhosle
Song Lyricists = Kafil Azar
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Director = Homi Wadia

Mp3 Song Lyrics

((Mai hu toofan mai hu bijli
Mai hu toofan mai hu bijli
Hamse jo koi takraye
Teere najar se bach ke na jaye
Jan gawaye meri
Jan meri jan meri jan

Mai hu toofan mai hu bijli
Hamse jo koi takraye
Teere najar se bach ke na jaye
Jan gawaye meri
Jan meri jan meri jan
Mai hu toofan mai hu bijli

Ye rangini ye madhoshi
Ye rangini ye madhoshi
Mere sulge badan ki khamoshi
Ye rangini ye madhoshi
Mere sulge badan ki khamoshi
Tum ko pukare karke ishare
Palke jhukaye meri jan meri jan
Mai hu toofan mai hu bijli

Dil khushiyo me kho jayega
Dil khushiyo me kho jayega
Abhi hona hai jo ho jayega
Dil khushiyo me kho jayega
Abhi hona hai jo ho jayega
Jane fir aisa mauka sunhara
Aaye na aaye meri jan meri jan
Meri na
Mai hu toofan mai hu bijli
Mai hu toofan mai hu bijli
Hamse jo koi takraye
Teere najar se bach ke na jaye
Jan gawaye meri
Jan meri jan meri jan.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Hoon Toofan Main

Main Hoon Toofan Main is a song from Toofan Aur Bijlee 1975. It is sung by Aparna Mayekar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Kafil Azar. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Toofan Aur Bijlee 1975 album song list for more songs and album details.