Main Hoon Too Hai Lyrics, Singer & Song Details

Insaaf 1987 album cover

Insaaf 1987 Album Details

Mukul Anand
Laxmikant, Pyarelal
Farooq Qaiser
Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Suresh Oberoi

album songs
Main Hoon Too Hai
Singer : Alisha Chinai

Main Hoon Too Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Main Hoon Too Hai
Movie/album = Insaaf (1987)
Singers = Alisha Chinai
Song Lyricists = Farooq Qaiser
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Mukul Anand
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((Main hu tu hai
Aur raat hai
Main hu tu hai
Aur raat hai
Kya baat hai
Betabiya becheniya
Har baat hai
Meri jaan aaj to
Husn bhi ishq ke
Saath hai
Main hu tu hai
Aur raat hai

Is taraf aankhe hai meri
Us taraf wo jaam hai
Is taraf aankhe hai meri
Us taraf wo jaam hai
Pyaas logo ki bujana
Phir bhi mera kaam hai
Aankho ka nasha
Kehta hai sada
Pyalo ka nasha
Hota hai bura
Mehkasha ab nazar se
Piya teri shamat hai
Main hu tu hai
Aur raat hai
Kya baat hai
Betabiya becheniya
Har baat hai
Meri jaan aaj to
Husn bhi ishq ke
Saath hai
Main hu tu hai
Aur raat hai

Is taraf aawaj meri
Us taraf wo saaj hai
Is taraf aawaj meri
Us taraf wo saaj hai
Pyalo se dil mein utarna
Ye bhi ek andaaz hai
Dono ki ada
Juda hai juda
Dono ki sada
Juda hai juda
Main hu rim jim tarnag
Pyar ki wo to barsat hai
Main hu tu hai
Aur raat hai
Kya baat hai
Betabiya becheniya
Har baat hai
Meri jaan aaj to
Husn bhi ishq ke
Saath hai
Main hu tu hai
Aur raat hai.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Main Hoon Too Hai

Main Hoon Too Hai is a song from Insaaf 1987. It is sung by Alisha Chinai. Lyrics are credited to Farooq Qaiser. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Insaaf 1987 album song list for more songs and album details.