Main Hoon Don Lyrics, Singer & Song Details

Don 2006 album cover

Don 2006 Album Details

Farhan Akhtar
Ehsaan Noorani
Javed Akhtar
Shah Rukh Khan, Priyanka Chopra, Arjun Rampal, Isha Koppikar, Boman Irani

album songs
Main Hoon Don
Singer : Shaan

Main Hoon Don Lyrics

Song Title = Main Hoon Don
Movie/album = Don (2006)
Singers = Shaan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Director = Farhan Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((Duniya me logo ne
Dil apne phir thame
Aaya hu lekar mai
Phir kitne hangame
Jara dekho kaun aa gaya hai
Zamane peh jo chha gaya hai
Jami jispe hai sab nigahe
Khuli kiski khatir hai baahe
Aisa dildar aaya hai kaun
Mujhko pehchan lo mai hu don

Mai zindagi ki baji lagake
Maut sey khelta hu juwa
Naa mujhko gham hai naa mujhko
Parwah kaun mera dushman huwa
Dushman jo mera ho
Rehta nahi duniya me
Bahut hi khatarnak hu mai ho
Bahut hi khatarnak hu mai
Har ek pal me chalak hu mai
Duniya phir jitane aaya kaun
Mujhko pehchan lo mai hu don

Palke bichhaye paas bulaye
Kitni hasinaye mujhe
Lekin do aankhe aankho me
Jhanke aur woh behkaye mujhe
Yeh negahe yeh bataye
Raaz hai iname nashile
Ajab sa nasha chha raha hai
Ajab sa nasha chha raha hai
Mere dil ko behka raha hain
Behka behka huwa aaya don
Mujhko pehchan lo mai hu don...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Main Hoon Don

Main Hoon Don is a song from Don 2006. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Ehsaan Noorani. Read the lyrics above and view the Don 2006 album song list for more songs and album details.