Main Hoon Dekhne Ki Cheez Lyrics, Singer & Song Details

Prem Shastra 1974 album cover

Prem Shastra 1974 Album Details

B R Ishara
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Zeenat Aman, Bindu, I S Johar, Asit Sen, Anwar Hussan, Shekhar, David, Sajjan, M

album songs
Main Hoon Dekhne Ki Cheez
Singer : Asha Bhosle

Main Hoon Dekhne Ki Cheez Lyrics

Song Title = Mein Hoon Dekhen Ki Cheez
Movie/album = Prem Shastra (1974)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = B.R. Ishara
Music Label = Polydor

Mp3 Song Lyrics

((Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Baki haseen phul hai mai hu bahar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh

Hothon pe mohabbat ki kahaniya aa jayegi
Ha berang rato ki jawaniya jaa jayegi
Thehri thehri mauje me
Ravaniya aa jayegi
Karke tu meri yaad me
Karke tu meri yaad me
Dil bekarar dekh ke
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh

Aisi baate karu kya kitabo me hoti hai
Galo ki lali kya gulabo me hoti hai
Aankho ki ye masti kya sarabo me ye hoti hai
Chun le tu mere roop ko
Chun le tu mere roop ko
Fir mera pyar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh

Mujhko zingadi bhar in nigaho me hehna hai
Jina hai ke marna, teri baho me rehna hai
Banke teri manjil teri raho me ye rehna hai
Juthi kasam nahi hai ye
Juthi kasam nahi hai ye pahale aitbar ko
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh
Baki haseen phul hai mai hu bahar dekh
Main hoon dekhne ki cheez
Mujhe baar baar dekh.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Main Hoon Dekhne Ki Cheez

Main Hoon Dekhne Ki Cheez is a song from Prem Shastra 1974. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Prem Shastra 1974 album song list for more songs and album details.