Main Hoon Deewana Tera Lyrics, Singer & Song Details

Ek Paheli Leela 2015 album cover

Ek Paheli Leela 2015 Album Details

Bobby Khan
Meet Bros Anjjan
Kumaar
Jay Bhanushali Sunny Leone

album songs
Main Hoon Deewana Tera
Singer : Arijit Singh

Main Hoon Deewana Tera Lyrics

Song Lyrics Title = Main Hoon Deewana Tera
Song Lyrics Movie = Ek Paheli Leela (2015)
Singer = Arijit Singh
Music = Meet Bros Anjjan
Lyrics = Kumaar
Music On = T-Series


Mp3 Song Lyrics


Deewana deewana deewana deewana
Deewana deewana deewana hai.. (2)

Naa jaanu main kaisi ye bekarari hai
Shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai (2)

Tu dil ka thikana, hoon tera deewana

Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye

Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye

Deewana deewana deewana deewana
Deewana deewana deewana hai..

Pooche nigaahein meri
Hai kahaan raahein teri
Jaane kyun naa jaane tu
Tanha hai baahein meri (2)

raat bhi guzaari hai
Jo utre na teri hi toh khumaari hai
Mushqil hai bhulaana, hoon tera deewana..

Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye (2)

Dil mein jo armaan jaage
Teri hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh
Jaane nahin hai aage (2)

Soorat ye yun aankhon mein utaari hai
Maine toh bhulaai duniya saari hai
Hai tujhko bataana.. hoon tera deewana

Deewana tera tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri tu aaye na aaye (2)


Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Hoon Deewana Tera Video

About Main Hoon Deewana Tera

Main Hoon Deewana Tera is a song from Ek Paheli Leela 2015. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Kumaar. Music information: Meet Bros Anjjan. Read the lyrics above and view the Ek Paheli Leela 2015 album song list for more songs and album details.