Main Ho Gaya Deewana Lyrics, Singer & Song Details

Bhai Ho To Aisa 1995 album cover

Bhai Ho To Aisa 1995 Album Details

Deepak Anand
Amar Biswas, Utpal Biswas
Anjaan
Aditya Pancholi, Shantipriya

album songs
Main Ho Gaya Deewana
Singer : Jayshree Shivram, Kumar Sanu

Main Ho Gaya Deewana Lyrics

Song Title = Main Ho Gaya Deewana
Movie/album = Bhai Ho To Aisa (1995)
Singers = Jayshree Shivram, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Amar Biswas, Utpal Biswas
Director = Deepak Anand
Music Label = Shemaroo Music

Mp3 Song Lyrics

((Main ho gaya deewana
Main ho gaya deewana
Tune aye jaane jaana
Iss kadar mujhko chaha
Karta hoon mere yaar
Tere pyaar mein jaanam
Mar jaauna main kahin

Jab se tune mere
Dil ko chhu liya hain
Haajab se tune mere
Dil ko chhu liya hain
Ho gayi hoon mein paagal
Darti hoon mere yaar
Tere pyaar mein jaanam
Mar jaauna main kahin

Bheega mausam rango
Mein dubi ye shyam hain
Jaagi jaagi dhadkan mein
Tera hi naam hain
Bheega mausam rango
Mein dubi ye shyam hain
Jaagi jaagi dhadkan mein
Tera hi naam hain

Tu mila to mila zindagi ka bahna
Har ghadi seh rahi hain
Tera hi fasana
Darta hoon mere yaar
Tere pyaar mein jaanam
Mar jaauna main kahin

Jab se tune mere
Dil ko chhu liya hain
Ho gayi hoon mein pagal
Darti hoon mere yaar
Tere pyaar mein jaanam
Mar jaauna main kahin

Meetha meetha jadu hain
Teri aawaz mein
Nanein tere hain hothon ke
Saj mein
Mein tere pyaar mein
Pyasa ho gaya hoon
Tu mere paas hain
Main kahin kho gaya hoon
Darti hoon mere yaar
Tere pyaar mein jaanam
Mar jaauna main kahin

Tere pyaar mein jaanam
Mar jaauna main kahin
Tere pyaar mein jaanam
Mar jaauna main kahin...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Ho Gaya Deewana Video

About Main Ho Gaya Deewana

Main Ho Gaya Deewana is a song from Bhai Ho To Aisa 1995. It is sung by Jayshree Shivram, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Amar Biswas, Utpal Biswas. Read the lyrics above and view the Bhai Ho To Aisa 1995 album song list for more songs and album details.