Main Gham Se Nibha Kar Lyrics, Singer & Song Details

Nain Mile Chain Kahan 1986 album cover

Nain Mile Chain Kahan 1986 Album Details

Shankar Vyas
Ajay Swami
Naqsh Lyallpuri
Shobha Gauri, Khurana, Kunal, Kamal Kapoor, Bharat Bhushan

album songs
Main Gham Se Nibha Kar
Singer : Shabbir Kumar

Main Gham Se Nibha Kar Lyrics

Song Lyrics Title = Main Gham Se Nibha Kar
Movie/Album = Nain Mile Chain Kahan (1986)
Singers = Shabbir Kumar
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Ajay Swami
Director = Shankar Vyas

Mp3 Song Lyrics

((Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga

Ha hatho mein tumhare shaguno ki
Kya khub sazi hai ye mehandi
Hatho mein tumhare shaguno ki
Kya khub sazi hai ye mehandi
Kya khub sazi hai ye mehandi
Main apne lahu ke chhinto se
Main apne lahu ke chhinto se
Daman ko saza kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga

Mujhko hi khushi na raas aayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Mujhko hi khushi na raas aayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Main khwab samajh kar bite huye
Main khwab samajh kar bite huye
Lamho ko bhula kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga

Tum leke sahara yaado ka
Ashqo ko paresha mat karna
Tum leke sahara yaado ka
Ashqo ko paresha mat karna
Ashqo ko paresha mat karna
Main jalti sulagti yaado ko
Main jalti sulagti yaado ko
Main sine se laga kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Gham Se Nibha Kar

Main Gham Se Nibha Kar is a song from Nain Mile Chain Kahan 1986. It is sung by Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Ajay Swami. Read the lyrics above and view the Nain Mile Chain Kahan 1986 album song list for more songs and album details.