Main Ek Chingari Thi Ab Lyrics, Singer & Song Details

Bandh Darwaza 1990 album cover

Bandh Darwaza 1990 Album Details

Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Anand, Milind Shrivastav
Qafil Azad
Hashmat Khan, Manjeet Kullar, Kunika

album songs
Main Ek Chingari Thi Ab
Singer : Anuradha Paudwal

Main Ek Chingari Thi Ab Lyrics

Song Title = Mai Ek Chingari Hoon
Song Lyrics Movie = Bandh Darwaza (1990)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Qafil Azad
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Music Label = Saregama
Release on = 7th May, 1990

Mp3 Song Lyrics

(( Main ek chingari thi ab sirf andhera hoon
Main ek chingari thi ab sirf andhera hoon
Mujhe kaun nikalenga is bandh bandh darwaze se

Main ek chingari thi ab sirf andhera hoon
Mujhe kaun nikalenga is bandh bandh darwaze se
Main ek chingari thi ab sirf andhera hoon

Har saans meri har aans meri
In deewaro main kaid haui
Har saans meri har aans meri
In deewaro main kaid haui
Main ik kali khil bhi na saki
Bas andhiyaro main kaid hui
Mujhe kaun nikalenga is bandh bandh darwaze se
Main ek chingari thi ab sirf andhera hoon

Main zinda laash sulagti hoon
Tanhai ke angaro mein
Ye deeware hai kabra meri
Main katl hoon in deewaro mein
Jivan ne to thukaraya hai mujhe
Ye maut bata tu kyun hai khafa
Ab kaun sunega tere shiva
Jo dard hain meri pukaaro mein
Jo dard hain meri pukaaro mein
Jo dard hain meri pukaaro mein

Main ek chingari thi ab sirf andhera hoon
Mujhe kaun nikalenga is bandh bandh darwaze se
Main ek chingari thi ab sirf andhera hoon...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Ek Chingari Thi Ab Video

About Main Ek Chingari Thi Ab

Main Ek Chingari Thi Ab is a song from Bandh Darwaza 1990. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Qafil Azad. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Bandh Darwaza 1990 album song list for more songs and album details.