Main Door Chala Jaoonga Lyrics, Singer & Song Details

Kalakaar 1983 album cover

Kalakaar 1983 Album Details

P Sambasiva Rao
Anandji, Kalyanji
Indeevar
Kunal Goswami, Sridevi, Rakesh Bedi

album songs
Main Door Chala Jaoonga
Singer : Suresh Wadkar

Main Door Chala Jaoonga Lyrics

Song Title = Main Door Chala Jaoonga
Movie/album = Kalakaar (1983)
Singers = Suresh Wadkar
Song Lyricists = Indeevar, Manoj Kumar
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = P. Sambasiva Rao
Music Label = Gramophone Records

Mp3 Song Lyrics

((Mai geet sunane aya hu
Mai geet sunake jaunga
Chhodo ki kispe kya biti
Sangeet sajake jaunga
Sangeet sajake jaunga

Mai dur chala jaunga jaha se jaha se
Mai dur chala jaunga jaha se
Tab apne paray royenge
Aj hai iljam e jafa mujhpar
Aj hai iljam e jafa mujhpar
Kal meri wafa par royenge royenge
Mai dur chala jaunga jaha se

Kahte hai mai harjai nikla
Kahte hai mai harjai nikla
Jutha premi pagal nikla
Tut ke barsa jo har nadi par
Mai wo awara badal nikla
Mai wo awara badal nikla
Jab log hakikat janenge
Ha tab wo mujhe pahchanenge
Ha tab wo mujhe pahchanenge
Phir ban ke diwane royenge royenge
Mai dur chala jaunga jaha se jaha se

Ankho ke ansu chupata raha
Ankho ke ansu chupata raha
Mai jag ko geet sunata raha
Tab aisi chali takdir ki andhi
Mai phir bhi shama jalata raha
Mai phir bhi shama jalata raha
Jab log hakikat janenge
Ha tab wo mujhe pahchanenge
Ha tab wo mujhe pahchanenge
Phir ban ke parwane royenge royenge
Mai dur chala jaunga jaha se jaha se
Tab apne paray royenge
Aj hai iljam e jafa mujhpar
Aj hai iljam e jafa mujhpar
Kal meri wafa par royenge royenge
Mai dur chala jaunga jaha se jaha se...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Door Chala Jaoonga

Main Door Chala Jaoonga is a song from Kalakaar 1983. It is sung by Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Kalakaar 1983 album song list for more songs and album details.