Main Deewani Main Lyrics, Singer & Song Details

Bandhan 1998 album cover

Bandhan 1998 Album Details

K. Muralimohana Rao
Himesh Reshammiya
Dev Kohli
Jackie Shroff, Salman Khan, Rambha

album songs
Main Deewani Main
Singer : Shweta Shetty

Main Deewani Main Lyrics

Song Title = Mein Deewani Mein
Song Lyrics Movie = Bandhan (1998)
Singers = Shweta Shetty
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Director = Anand Raj Anand, Himesh Reshammiya
Director = K. Muralimohana Rao, Rajesh Malik
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

(( Main deewani main mastani dil kisko du
Mujhko de
Roopnagar ki hu main raani dil kisko du
Mujhko de
Aaise kaise main de du yeh
Dil toh deewana hai
Yeh jiske naam likha hai
Uska khazana hai
Kisina kisipe toh aana hai
Main deewani main mastani dil kisko du
Mujhko de
Roopnagar ki hu main raani dil kisko du
Mujhko de

Yaha pe saiyya waha pe saiyya
Kitne saiyya gaon mein
Baanwre hum baanwre
Koi bulaye pichhwade
Koi kheto ki chaanv mein
Baanwre hum baanwre
Baa ba ba ba baanwre
Aaise kaise main aaun
Uth ti chingaari hu
Hai daiyya ha re daiyya
Ab bhi kunwari hu
Raja ki gali mujhe jaana hai
Main deewani main mastani dil kisko du
Mujhko de
Roopnagar ki hu main raani dil kisko du
Mujhko de

Chor sipahiya pandit mukhiya har koi siti maare hain
Haare hai hum haare hai
Jise main dekhu aankh ladake paisa mujhpe waare hain
Haare hai hum haare hai
Ha ha ha ha haare hain
Aaisi waisi nahi hu youwan ki masti hu
Badli hu saawan ki main chun ke barasti hu
Raja ki gali mujhe jaana hai
Main deewani main mastani dil kisko du
Mujhko de
Roopnagar ki hu main raani dil kisko du
Mujhko de
Aaise kaise main de du yeh
Dil toh deewana hai
Yeh jiske naam likha hai
Uska khazana hai
Kisina kisipe toh aana hai...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Deewani Main Video

About Main Deewani Main

Main Deewani Main is a song from Bandhan 1998. It is sung by Shweta Shetty. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Bandhan 1998 album song list for more songs and album details.