Main Dardon Ko Lyrics, Singer & Song Details

Sarabjit 2016 album cover

Sarabjit 2016 Album Details

Omung Kumar
Jeet Ganguly
Jaani, Rashmi Virag
Aishwarya Rai Bachchan, Randeep Hooda, Richa Chadha, Darshan Kumaar

album songs
Main Dardon Ko
Singer : Sonu Nigam

Main Dardon Ko Lyrics

Song Title = Main Dardon Ko
Movie/album = Sarbjit (2016)
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Jaani, Rashmi Virag
Music Composer = Jeet Ganguly
Director = Omung Kumar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Main dardon ko paas, bitha kar hi so oon
Main dardon ko paas, bitha kar hi so oon

Jo tujhe lagta baarish hai,
Woh main hoon jo ro oon
Jo tujhe lagta baarish hai,
Woh main hoon jo ro oon

Main dardon ko paas, bitha kar hi so oon

Khushiyon se milna bhool gaye,
Tum itna kyon humse door gaye
Koi kiran, ik din aayegi,
Tum tak humko le ke jaayegi

Main raah pe aankh, bicha ke hi so oon
Main raah pe aankh, bicha ke hi so oon

Jo tujhe lagta baarish hai,
Woh main hoon jo ro un
Jo tujhe lagta baarish hai,
Woh main hoon jo ro un

Main dardon ko paas, bitha kar hi so oon

Pankh agar hote, udd ke chala main aata
Rukta na ek pal
Qaid ye kaisi khuda, saans bhi roothi hai
Seene mein aaj kal
Aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal

Main dardon ko paas, bitha kar hi so oon
Main dardon ko paas, bitha kar hi so oon

Jo tujhe lagta baarish hai,
Woh main hoon jo ro oon
Jo tujhe lagta baarish hai,
Woh main hoon jo ro oon

Main dardon ko paas, bitha kar hi so oon...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Main Dardon Ko

Main Dardon Ko is a song from Sarabjit 2016. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Jaani, Rashmi Virag. Music information: Jeet Ganguly. Read the lyrics above and view the Sarabjit 2016 album song list for more songs and album details.