Main Cheez Badi Hoon Chaalu Lyrics, Singer & Song Details

16 December 2002 album cover

16 December 2002 Album Details

Mani Shankar
Karthik Raja
None
Danny Denzongpa, Gulshan Grover, Milind Soman, Dipannita Sharma, Sushant Singh

album songs
Main Cheez Badi Hoon Chaalu
Singer : Shaan

Main Cheez Badi Hoon Chaalu Lyrics

Song Title = Main Cheez Badi Hoon
Movie name = 16 December (2002)
Singers = Shaan
Song Lyricists = N/A
Music Director = Karthik Raja
Director = Mani Shankar

Mp3 Song Lyrics

((Main cheez badi hoon chaalu
Jo chaahe so kar dalu
Kaisi bhi fislu machhli
Failake jal fasalu
Main har pal bada bada bada
Main gajab ka gola gola gola
Kabhi thandi sabnam
Kabhi tapata shola shola shola
Main wheel pawer se
Sab kuch paalu
Main cheez badi hoon chaalu
Jo chaahe so kar dalu
Kaisi bhi fislu machhli
Failake jal fasalu

Koi mere aage koi mere pichhe
Kisi se mujhe kya darna
Kuch bhi ho danger
Kuch bhi ho pressure
Mujhe kaam apna karna
Computer friend mera
Jise chaahu patalu main
Sidha sa haath felau
Dil huspe bithalu main
Baaho mein aaja
Main cheez badi hoon chaalu
Jo chaahe so kar dalu

Main hu tumhara naya transmeter
Lambi hai meri frequency
Har pal tumhari har baat jaanu
Chalegi na koi cequency
Dil tera deewana hai
Kuch karke dikhana hai
Tumse jo mohabbat hai
Tumse kya chhupana hai
Baaho mein aaja
Main cheez badi hoon chaalu
Jo chaahe so kar dalu
Kaisi bhi fislu machhli
Failake jal fasalu

Main har pal bada bada bada
Main gajab ka gola gola gola
Kabhi thandi sabnam
Kabhi tapata shola shola shola
Main wheel pawer se
Sab kuch paalu
Main cheez badi hoon chaalu
Jo chaahe so kar dalu
Kaisi bhi fislu machhli
Failake jal fasalu...))


Posted by : {Anamika Tyagi

Main Cheez Badi Hoon Chaalu Video

About Main Cheez Badi Hoon Chaalu

Main Cheez Badi Hoon Chaalu is a song from 16 December 2002. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to None. Music information: Karthik Raja. Read the lyrics above and view the 16 December 2002 album song list for more songs and album details.