Main Chalna Bhool Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Teen Thay Bhai 2011 album cover

Teen Thay Bhai 2011 Album Details

Mrighdeep Singh Lamba
Sukhwinder Singh
Gulzar
Om Puri, Shreyas Talpade, Deepak Dobriyal, Ragini Khanna

album songs
Main Chalna Bhool Gaya
Singer : Mohit Chauhan

Main Chalna Bhool Gaya Lyrics

Song Title = Mein Chalna Bhool Gaya
Movie/Album = Teen Thay Bhai - 2011
Singer = Mohit Chauhan
Music Composer = Sukhwinder Singh
Mp3 Song Lyrics = Gulzar

Mp3 Song Lyrics

((daayaan peyr uthaata hun to baayaan uth jaata hai
baayaan peyr uthaata hun to daayaan uth jaata hai
[repeat]

daayaan peyr uthaata hun to baayaan uth jaata hai
baayaan peyr uthaata hun to daayaan uth jaata hai
haath pakar lo yaaro mera, main chalna bhool gaya
main chalna bhool gaya


sar par kab se ghoom raha hai, aasmaan beemaar hai kya
ghar waale sab ghar pe hain, chutti hai, itwaar hai kya
[repeat]
sar mein moch aai hai shaayad, paaon mera murr jaata hai
daayaan peyr uthaata hun to baayaan uth jaata hai
baayaan peyr uthaata hun to
haath pakar lo yaaro mera, main chalna bhool gaya
main chalna bhool gaya


baraf pe gir ke uthta hun to sharam sharam si lagti hai
naram naram to hai lekin kuch garam garam si lagti hai
[repeat]
bhaaiyo, behno...!
bhaaiyo, behno! baat karun to dhuwain se munh bhar jaata hai

daayaan peyr uthaata hun to baayaan uth jaata hai
baayaan peyr uthaata hun to daayaan uth jaata hai
haath pakar lo yaaro mera, main chalna bhool gaya
main chalna bhool gaya))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Chalna Bhool Gaya

Main Chalna Bhool Gaya is a song from Teen Thay Bhai 2011. It is sung by Mohit Chauhan. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Sukhwinder Singh. Read the lyrics above and view the Teen Thay Bhai 2011 album song list for more songs and album details.