Main Bhola Bhala Hoon Lyrics, Singer & Song Details

Bhola Bhala 1978 album cover

Bhola Bhala 1978 Album Details

Satpal
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Rekha, Moushumi Chatterjee

album songs
Main Bhola Bhala Hoon
Singer : Kishore Kumar

Main Bhola Bhala Hoon Lyrics

Song Title = Main Bhola Bhala Hoon
Movie/album = Bhola Bhala (1978)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Satpal
Music Label = Polydor Music
Release on = 25th April, 1978

Mp3 Song Lyrics

((Main bhola bhala hoon
Bhole dilwala hoon
Main bhola bhala hoon
Bhole dilwala hoon
Duniya mujhko kya jane
Duniya se nirale hai
Main bhola bhala hoon

Desh videsh ki bate
Main kya samjhoon
Main kya janu
Mere dil mein baat jo aaye
Main us baat ko manu
Desh videsh ki bate
Main kya samjhoon
Main kya janu
Mere dil mein baat jo aaye
Main us baat ko manu
Log sach kahte hai ho
Kahte rahte hai
Log sach kahte hai ho
Kahte rahte hai
Mai bhola bhala hoon
Bhole dilwala hoon
Mai bhola bhala hoon

Rukhi sukhi khake
Pani pike main so jau
Nind na aaye fir bhi sundar
Sapno mein kho jau
Rukhi sukhi khake
Pani pike main so jau
Nind na aaye fir bhi sundar
Sapno mein kho jau
Log sach kahte hai ho
Kahte rahte hai
Log sach kahte hai ho
Kahte rahte hai
Mai bhola bhala hoon
Bhole dilwala hoon
Mai bhola bhala hoon

Aur kahi jana tha pakdi
Aur kahi ki gadi
Maaf karo o babu
Main hoon bada anadi
Aur kahi jana tha pakdi
Aur kahi ki gadi
Maaf karo o babu
Main hoon bada anadi
Log sach kahte hai ho
Kahte rahte hai
Log sach kahte hai ho
Kahte rahte hai
Main bhola bhala hoon
Bhole dilwala hoon
Mai bhola bhala hoon

Maine koshish ki thi
Sikhoon thodi si chalaki
Fir socha mujhme sabme
Kya fark rahega baki
Maine kosis ki thi
Sikhoon thodi si chalaki
Fir socha mujhme sabme
Kya fark rahega baki
Log sach kahte hai ho
Kahte rahte hai
Log sach kahte hai ho
Kahte rahte hai
Main bhola bhala hoon
Bhole dilwala hoon
Main bhola bhala hoon...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Bhola Bhala Hoon Video

About Main Bhola Bhala Hoon

Main Bhola Bhala Hoon is a song from Bhola Bhala 1978. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bhola Bhala 1978 album song list for more songs and album details.