Main Bhi Jawan Dil Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Baap Re Baap 1955 album cover

Baap Re Baap 1955 Album Details

Abdul Rashid Kardar
Omkar Prasad Nayyar
Jan Nisar Akhtar
Kishore Kumar Chand Usmani Jayant Smriti Biswas

album songs
Main Bhi Jawan Dil Bhi
Singer : Asha Bhosle

Main Bhi Jawan Dil Bhi Lyrics

ong Title = Main Bhi Jawan
Movie/album = Baap Re Baap (1955)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar
Music Composer = Omkar Prasad Nayyar
Director = Abdul Rashid Kardar


Mp3 Song Lyrics

((Main bhi jawan dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai

Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai

Main bhi jawan haye dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai

Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai

Main ishq ka afsana hu
Tum shama main parwana hu

Jalna jalana chhod do chhod do
Ab umar bhar ka sath hai

Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai

Main bhi jawan dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai

Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai

Tum meri subah o shaam ho
Har dard ka aaram ho

Phir mere dil se dur kyu dur kyu
Sajan tumhara aas hai

Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai

Main bhi jawan haye dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai

Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai

Ab muskurao to zara
Bijli girao to zara

Ab muskurao to zara
Bijli girao to zara

Nazare milao janeman janeman
Aisi bhala kya baat hai

Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai

Main bhi jawan haye dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai

Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Main Bhi Jawan Dil Bhi Video

About Main Bhi Jawan Dil Bhi

Main Bhi Jawan Dil Bhi is a song from Baap Re Baap 1955. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Jan Nisar Akhtar. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Baap Re Baap 1955 album song list for more songs and album details.