Main Bhi Jaloon Tu Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 album cover

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 Album Details

Chandrakant
Chitragupta Shrivastava
Prem Dhawan
Dara Singh, Ameeta, Geetanjali, Jagdeep

album songs
Main Bhi Jaloon Tu Bhi
Singer : Usha Iyer

Main Bhi Jaloon Tu Bhi Lyrics

Song Title = Main Bhi Jaloon Tu Bhi
Movi/Album = Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971)
Singer = Usha Iyer
Song Lyricist = Kavi Pradeep, Prem Dhawan
Music Director = Chitragupt
Director = Chandrakant

Mp3 Song Lyrics

((mai bhi jalu tu bhi jale aaja sanam lag ja gale
aag se hi aag bujhe baho me aake dekhle ho
baho me aake dekhle mai bhi jalu tu bhi jale
aaja sanam lag ja gale aag se hi aag bhujhe
baho me aake dekhle ho baho me aake dekhle

ji bhar ke aaj humko arma nikalne hai
ji bhar ke aaj humko arma nikalne hai
jab tak hai hosh baki pyale uchhalane hai
jawani ka nasha kya hai mohabbat ka maja kya hai
tu ajama ke dekh le ho tu aajama ke dekh le
mai bhi jalu tu bhi jale aaja sanam lag ja gale
aag se hi aag bujhe baho me aake dekhle ho
baho me aake dekhle

haye ye gram sanse tan kyu pighal na jaye
haye ye gram sanse tan kyu pighal na jaye
uf ye nazar ki teji dil kyu machal na jaye
jo dhadkan hai tere dil me vo halchal hai mere dil me
dil me sama ke dekh le ho dil me sama ke dekh le
mai bhi jalu tu bhi jale aaja sanam lag ja gale
aag se hi aag bujhe baho me aake dekhle ho
baho me aake dekhle ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Bhi Jaloon Tu Bhi

Main Bhi Jaloon Tu Bhi is a song from Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971. It is sung by Usha Iyer. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 album song list for more songs and album details.