Main Bewafa Nahin Hoon Lyrics, Singer & Song Details

Meri Mohabbat Mera Naseeba 1995 album cover

Meri Mohabbat Mera Naseeba 1995 Album Details

Kamal Sahni
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Mohnish Bahl, Ravi Behl, Shafi Inamdar, Saanchi

album songs
Main Bewafa Nahin Hoon
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Main Bewafa Nahin Hoon Lyrics

Song Title = Main Bewafa Nahin Hoon
Movie/Album = Meri Mohabbat Mera Naseeba (1995)
Singers = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Kamal Sahni
Music Label = Prism Audio

Mp3 Song Lyrics

((Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau
Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau
Afsana baebsi ka
Kaise tujhe sunau
Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau

Ek bewafa se maine
Ummid e wafa ki thi
Ek bewafa se maine
Ummid e wafa ki thi
Main na samjh thi ya rab
Maine ye khata ki thi
Ek bewafa se maine
Ummid e wafa ki thi

Tujhko pata nahi hai
Tune ye kya kaha hai
Tujhko pata nahi hai
Tune ye kya kaha hai
Majburiyo ko meri
Tune jafa kaha hai
Jakhmi hai dil ki dhadkan
Kaise tujhe dikhau
Main bewafa nahi hu
Kaise tujhe batau

Kaise batau mujhpe
Ehsan kya kiya hai
Kaise batau mujhpe
Ehsan kya kiya hai
Meri wafa ke badle
Aasu mujhe diya hai
Mere dil ne aaj jana
Main kisko chahti thi
Ek bewafa se maine
Ummed e wafa ki thi
Main na samjh ke ya rab
Maine ye khata ki thi
Main bewafa nahi hu
Kaise tujhe batau
Afsana bebasi ka
Kaise tujhe sunau
Main bewafa nahi hu
Kaise tujhe batau...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Main Bewafa Nahin Hoon

Main Bewafa Nahin Hoon is a song from Meri Mohabbat Mera Naseeba 1995. It is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Meri Mohabbat Mera Naseeba 1995 album song list for more songs and album details.