Main Aur Meri Tanhai II Lyrics, Singer & Song Details

Main Aur Meri Tanhai 1980 album cover

Main Aur Meri Tanhai 1980 Album Details

Al Waheed
Jagjit Singh
Ali Sardar Jafri
Pradeep Kumar, Deepti Naval, Sushma Seth

album songs
Main Aur Meri Tanhai II
Singer : Jagjit Singh

Main Aur Meri Tanhai II Lyrics

Song Title = Main Aur Meri Tanhai II
Movie/Album = Main Aur Meri Tanhai (1980)
Singers = Jagjit Singh
Song Lyricists = Ali Sardar Jafri
Music Composer = Jagjit Singh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aawaara hai galiyon mein main aur meri
tanhayiJaayen to kahan jaayen
Jaayen to kahan jaayen har mod pe ruswaayi
Main aur meri tanhaayi main aur meritanhaayi

Ye phool se chehre hain hanste huye guldaste
Koi bhi nahin apna begaane hain sab raste
Raahen bhi tamashyi
Raahen bhi tamashyi raahen bhi tamashai
Main aur meri tanhaayi main aur meritanhaayi

Armaan sulagte hain sine mein chitha jaise
Qaatil nazar aati hai duniya ke hawa jaise
Roti hai mere dil par bajti huyi shehnayi
Main aur meri tanhaayi main aur meritanhaayi

Aakaash ke maathe par taaron ka charagam hai
Pehloo mein magar mere zakhmon ka gulistaanhai
Aankhon se lahoo tapka daaman mein bahaaraayi
Main aur meri tanhaayi main aur meritanhaayi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Aur Meri Tanhai II

Main Aur Meri Tanhai II is a song from Main Aur Meri Tanhai 1980. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to Ali Sardar Jafri. Music information: Jagjit Singh. Read the lyrics above and view the Main Aur Meri Tanhai 1980 album song list for more songs and album details.