Main Aur Mere Haathi Lyrics, Singer & Song Details

Main Aur Mere Haathi 1981 album cover

Main Aur Mere Haathi 1981 Album Details

R Thiagaraj
Anandj, Kalyanji
Maya Govind
Mithun Chakraborty, Poonam Dhillon, Suresh Oberoi, Sharat Saxena

album songs
Main Aur Mere Haathi
Singer : Kishore Kumar

Main Aur Mere Haathi Lyrics

Song Title = Mai Aur Mere Hathi
Movie/Album = Main Aur Mere Haathi (1981)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Maya Govind
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = R. Thiagaraj
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Jodi hamari jodi hamari hasti gati
Nikli hai dhoom machati hai na
Main aur mere haathi

Yaad karo wo bachapan
Kya kya kamal karte the
Yaad karo wo bachapan
Kya kya kamal karte the
Illu pillu chhotu ho ya motu
Hu dono se darte the
Chalo chal ke chalo chal ke
Phir mil ke chal ke mil ke
Ghup chup chhup chhup
Karde sab ki chhutti
Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Main aur mere haathi

Ek baat pate ki keh du
Koi mane ya na mane
Ek baat pate ki keh du
Koi mane ya na mane
Mere dil mein kya hai
Main jaanu ya tu jaane
Are dekho are dekho
Yeh nazara dekho dekho
Kitna hai payra nazara
Karle sararat thodi
Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Main aur mere haathi

Teri wafa ka mol nahi hai
Teri wafa ka mol nahi hai
Janega jag sara
Yeh mana tu insaan nahi hai
Phir bhi hai sab se pyara
Teri meri aisi jodi
Teri meri aisi jodi bani rahe
Jaise ram aur laxman bhai
Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Jodi hamari jodi hamari hasti gati
Nikli hai dhoom machati hai na
Main aur mere haathi))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Main Aur Mere Haathi

Main Aur Mere Haathi is a song from Main Aur Mere Haathi 1981. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Main Aur Mere Haathi 1981 album song list for more songs and album details.