Main Aisa Ek Khilona Lyrics, Singer & Song Details

Shandar 1974 album cover

Shandar 1974 Album Details

R Krishnan, S Panju
Laxmikant ,Pyarelal
Rajendra Krishan
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Vinod Mehra

album songs
Main Aisa Ek Khilona
Singer : Mohammed Rafi

Main Aisa Ek Khilona Lyrics

Song Title = Main Aisa Ek Khilona
Movie/album = Shandaar (1974)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = R. Krishnan, S. Panju

Mp3 Songs Lyrics

((Main aisa ek khilona,
Main aisa ek khilona
Ghum jaau jhum jaau
Kidar bhi mud jaau
Par mai nahi girne ka,
Are kabhi nahi girne ka
Main aisa ek khilona,
Main aisa ek khilona
Ghum jaau jhum jaau
Kidar bhi mud jaau
Par main nahi girne ka,
Are kabhi nahi girne ka
Main aisa ek khilona,
Main aisa ek khilona

Maine dekhe kitne toofa
Dekhi kitani barsate
Maine dekhe kitne toofa
Dekhi kitani barsate
Chal na maine apni badali
O din badle raat badli
O mera dil meri meri marji
Kyu suno kisi ki baate
Main aisa ek khilona,
Main aisa ek khilona
Ghum jaau jhum jaau
Kidar bhi mud jaau
Par main nahi girne ka,
Are kabhi nahi girne ka
Main aisa ek khilona,
Main aisa ek khilona

Mujhe lena kisi se kya hai
Maine dena hi sikha hai
Mujhe lena kisi se kya hai
Maine dena hi sikha hai
Koi samjhe ya na samjhe
mera jina ek ada hai
Meri hasi mere aanshu
Jo kuchh bhi hai mera hai
Main aisa ek khilona,
Main aisa ek khilona
Ghum jaau jhum jaau
Kidar bhi mud jaau
Par main nahi girne ka,
Are kabhi nahi girne ka
Main aisa ek khilona,
Main aisa ek khilona...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Main Aisa Ek Khilona

Main Aisa Ek Khilona is a song from Shandar 1974. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant ,Pyarelal. Read the lyrics above and view the Shandar 1974 album song list for more songs and album details.